Red Cross Signature Verify Kaise Kar Sakate hai, Agar aapne emitra website se ration card ka pdf download kiya hai aur jab aap us ration card pdf ka printout karte hai to apako pdf me digital signature invalid show karta hai ya fir red cross signature show karta hai ya cross mark show kar raha hai aise me aap us ration card pdf ka printout nahi kar sakate hai, aise me aap ration card pdf me right mark kaise enable or on kar sakate hai.
Red Cross Signature Verify Kaise Kare ?
Jab aap ration card pdf ko open karte hai print karne ke liye aur aap dekhte hai ki pdf me digital signature invalid show kar raha hai aur vaha ek cross red mark hai ab apako usako right green mark karna hai fir print karna hai,
aise aap kisi pdf software ke through digital signature validate nahi kar pa rahe hai to aise me aap online website ke thorugh digital signature validate kaise kar sakate hai without pdf software install kiye online website se pdf me digital signature ko validate kare.
Signature Invalid or Cross Mark Show in Ration Card PDF ?
Online Digital Signature Validate Karne Ke Liye Aap Niche Bataye Step ko Follow kar sakte hai -
- Step 1:- Online ecard cutter go24 info website se ration card and other pdf ke digital signature ko valid karne ke liye aap https://ecardcutter.go24.info/ this link par visit kar sakate hai.
- Step 2:- "Digital Signature Validate Tools" button par click kare agar aap kisi pdf me available digital signature ko validate karna chahate hai.
- Step 3:- "DSC Ration Card" wale section me apko DSC Ration Rajasthan blue button dekhne ko mil raha hoga usape click kare.
- Step 4:- Yaha apako "Rajasthan Ration Card Digital Signature Validate" ka message dekhne ko milata hai ab apako Upload Icon par click karna hai fir Verify DSC of Ration Button par click karna hai.
- Step 5:- Yaha apako "Verifier Name" and "Issue Date" dekhne ko mil jata hai apako pdf me jo digital signature hai us details se match karwana hai wrong hone par change kar sakate hai.
- Step 6:- DSC Details Check Ke After "Download Digital Sign PDF" Button par click kare.
- Step 7:- Yaha apko cross red mark or question mark ki jagah apako Right Green Mark Dekhne Ko Mil Jata Hai.
- Step 8:- Jaise aap Download Digital Sign PDF Button par click karte hai to apako kuchh second after apako right ka mark dekhne ko mil jata hai.
- Step 9:- HD Preview Button par click karenge to apako usaka full view dekhne ko mil jayega.
- Step 10:- Print Ration Button par click karte hai to apako us ration card pdf ka output dekhne ko mil jata hai.
- Step 11:- Jaise aap Print Ration Button par click karte hai to apako aise look dekhne ko mil jata hai yaha aap apane system se connect printer name select kare fir Print Button par click kare.
- Step 12:- Agar aap print nahi karna chahate hai usako pdf me save karna hai to apako Destination me save as PDF Select karna hai fir niche Save button par click karna hai aisa karne se ration card ka pdf download ho jayega Validate Sisgnature ke sath.
Kuchh aise aap ration card pdf me jo signature invalid bata raha hai usako validate kar sakate hai.